All the zila parishad will declare the waiting list just after giving the appointment to the first lists candidate
the date of appointment for the 3rd grade teachers may be 12 or 13 Sept.
3rd grade teachers waiting list
1 Sep- Comments 356 Comments
- Categories Rpsc
356 Responses to “3rd grade teachers waiting list”
Leave a Reply to B.S.SHARMA Cancel reply
Vote for your future
Recent posts
- प्री बीएसटीसी pre BSTC 6 मई 2018 answer key
- REET लेवल-I आंसर की 11 फरवरी 2018
- REET लेवल -II SST आंसर की 11 फरवरी 2018
- REET लेवल -II SST आंसर की 11 फरवरी 2018
- वरिष्ठ अध्यापक प्रतियोगी परीक्षा 2016 विज्ञान विषय का परिणाम
- Mrunal Answerkey: UPSC CSAT 2016: Economy for all SETs (A,B,C,D) with Explaination
Contact
YUVRAJ SINGH SODHA
SENIOR TEACHER ENGLISH
B.A.B,ED,
M.A. ENGLISH LITERATURE
+919414668544 (only sms)
E-mail-
www.lucky1985@gmail.com
www.lucky4yuvraj1985@yahoo.in
www.lucky1985.blogspot.com
Facebook.com/rpscexam
Facebook.com/YUVRAJ2010
YouTube.com/lucky198510
twitter.com/jssodha1985
Archives
- May 2018
- February 2018
- August 2016
- July 2016
- February 2016
- November 2015
- January 2015
- December 2014
- November 2014
- October 2014
- August 2014
- July 2014
- May 2014
- April 2014
- March 2014
- February 2014
- October 2013
- September 2013
- June 2013
- May 2013
- April 2013
- March 2013
- January 2013
- December 2012
- November 2012
- October 2012
- September 2012
- August 2012
- July 2012
- June 2012
- May 2012
- April 2012
- March 2012
- February 2012
- January 2012
- December 2011
- November 2011
Categories
Blog Stats
- 1,585,299 Viewed
Waiting list 2017 me name kyo nhi aya jabki cut of 73.33 ayi h or hamare bhi 73.33 h
3rd grade 2013 counslling list to jodhpur 1st level plz send me
3RD GRADE 2016 WAITING LIST PLZ SEND ME
Sir mene barmer se llnd level me143 sst se he category sc meri waiting list aayegi kya plz send answer
rajsmand ki 3rd grade dpc list ke bare me update kre….English ki… lalit.umr@rediffmail.com
please inform me dpc list of English at rajsmand district
Badmer levl2 hind ka result kab aayega.
kya chal raha he yaha…
Sir may i know how many student sit for 3rd grad 2nd level exam in jodhpur.
Plz provide me 3rd grade second level science exam 2012 waiting list of sirohi district
sgkojzcjpbrb
bilwara ki 3rd grade bhrti ki wating list send kre
Jodhpur court ne jo nirnay diya tha uska case no. bataye plz. if kisi ko pta ho to?
ithuunugcmdi
Dont worry dosto high court ka decision 55% hi aayega kyun ki HC. ncte rules ke khilaf nahi ja sakti h.
wvqestcpphou
Kesi ko srohi ki cut off ki jan kari h ky
wating list ka ku6 huya kya dosto? jaipur high court ne bhi march me kh rakha h ki sari sunvaeya ho gyi h bs nirnay dena baki h. than nirnay dene me etna time kyu lg rha h court ko.
Sab log phir se chup ho gaye…
Sarkar ab kiska wait kr rahi h ab to high court ne bi order kr diya…
Kuch information ho to send karo…
Kya hua bhai logon waiting list jari hogi ya nahi…
Akhir kb tk wait karna hoga kuch information h ya nahi
so friends third grade ki taiyari me lage raho aur rtet ka decision above 55 ke pax me ayega
plz send me waiting list at my id….
anilsheoran123@gmail.com
ceos khte h ki panchayti raj k order k bd hi hm ku6 krenge , hm high court k order se joing nhi denge.
ku6 kro dosto, es chunavi mosm me srkar kai sari ghosnaye kr rhi h, sbhi k kam ho rhe h bt hm wating walo ko joing dene k mamle me srkar or panchayti raj chup h. why?
dosto kal 31 may ko agar rtet ka decision nahi ata hai to hamara carrier tabah ho jayega aur uska badla hum chunav me lenge
rtet ka decision july me ayega aur third grade bhi july me ayegi
माननीय मुख्यमंत्री/अध्यक्ष महोदय (राजस्थान/ प्रदेश कोंग्रेस), मैं आपका ध्यान तृतीय श्रेणी भर्ती एग्जाम 2012, द्वितय स्तर (Third grade teacher exam 2012- second level) की तरफ आकर्षित करना चाहूँगा, इस भर्ती परीखा मैं चयन हुए अध्यापको के कार्यग्रहण की अंतिम तारीख 24.09.2012 थी. राज्य मैं कई चयनित अध्यापको द्वारा अपने पद पर कार्यग्रहण नहीं करने के कारण तृतीय श्रेणी अध्यापको के पद रिक्त पड़े है. इन रिक्त पदों को नियमानुसार वेटिंग लिस्ट की द्वारा भरे जाने का प्रावधान है. परन्तु आज 8 माह व्यतीत हो जाने की बाद भी पंचायतीराज विभाग द्वारा न तो वेटिंग लिस्ट जारी की गयी है और न ही रिक्त पड़े पदों पर नियुक्ति दी जा रही है. इस सम्बन्ध मैं राजस्थान हाई कोर्ट ने वेटिंग लिस्ट जारी करने एंव यदि कार्यग्रहण न करने से पद रिक्त है तो उन रिक्त पदों को वेटिंग लिस्ट से भरने के आदेश भी प्रदान किए है, परन्तु पंचायतीराज विभाग द्वारा यह बताया जा रहा है की RTET (RAJASTHAN TEACHER ELIGIBILITY TEST) मैं 55 प्रतिशत वाला मामला कोर्ट मैं लंबित है, जिसके फैसले के बिना कोई कार्यवाही संभव नहीं है. इस संबंद मैं मेरा निवेदन यह है की जिन चयनित अध्यापको के भी RTET मैं 55 प्रतिशत से ज्यादा अंक थे एंव जिनके कार्यग्रहण पर किसी प्रकार रोक नहीं थी तथा जिन्होंने स्वेच्छा से कार्य ग्रहण नहीं किया है, उन रिक्त पदों के विरुद्ध वेटिंग लिस्ट के अभ्यर्थी जिनक RTET मैं 55 प्रतिशत से अधिक अंक है को नियुक्ति दी जाये व केवल उन अभ्यार्थियो को जिनके RTET मैं 55 प्रतिशत से कम अंक है, की नियुक्ति लम्बित रखी जाये (मामला कोर्ट मैं लंबित होने के कारण) न की सभी की, क्योकि उन्हें (जिनके RTET मैं 55 प्रतिशत से अधिक अंक है) नियुक्ति देने मैं किसी प्रकार की समस्या/रोक नहीं है. परन्तु पंचायतीराज विभाग द्वारा इस पर कोई कार्यवाही नहीं की जा रही है व जानबूझकर सभी की नियुक्तियों को रोके रखा है, जो की न्यायसंगत नहीं है व मामले को कोर्ट मैं लंबित बताकर नियुक्ति प्रक्रिया को जानबूझकर लटकाया जा रहा है, जो की अनुचित है. खबर यह भी है की इस मामले की सुनवाई पूरी हो चुकी है (दिनांक 29.03.12 को माननीय मुख्य न्यायाधीश अमिताब राव व न्यायाधीश निशा गुप्ता के कोर्ट मै) एंव फैसला सुरखित रख लिया है, एंव सुनाया नहीं जा रहा है. अत आपसे निवेदन है की आप इन रिक्त पदों पर नियुक्ति प्रदान करने के लिए आवश्यक कार्यवाही करावे.
साभार विनीतकर्ता (वेटिंग लिस्ट के अभ्यर्थी)
Meri Bhilwara se english me 8वीँ waiting h ,clear hone ke kitne % chances h ?
court ke order ke bad bhi joing dene me etni deri kyu laga rahi h panchayatiraj.
koe or news h kya dosto.
थर्ड ग्रेड टीचर्स नियुक्ति का मामला एक माह में निस्तारित करें : हाईकोर्ट (Danik Bhaskar- 19.05.13)
थर्ड ग्रेड टीचर्स नियुक्ति का मामला एक माह में निस्तारित करें : हाईकोर्ट
जोधपुर. राजस्थान हाईकोर्ट ने पंचायत राज विभाग सचिव तथा जोधपुर जिला परिषद के मुख्य कार्यकारी अधिकारी को नोटिस जारी करते हुए विशेषज्ञ समिति की रिपोर्ट पर नियुक्ति देने के मामले एक माह में निस्तारित करने के निर्देश दिए हैं। यह आदेश न्यायाधीश गोपाल कृष्ण व्यास ने याचिकाकर्ता चौपासनी निवासी राजेंद्रसिंह की ओर से दायर याचिका की सुनवाई के तहत दिए। याचिकाकर्ता की ओर से अधिवक्ता सुकेश भाटी ने अदालत में कहा कि २ जून २०१२ को तृतीय श्रेणी शिक्षक लेवल प्रथम की लिखित परीक्षा दी। परिणाम घोषित होने पर प्रार्थी ने ओएमआर शीट का अवलोकन किया तो पता चला सही उत्तर को जांचकर्ताओं ने गलत माना है। इस पर प्रार्थी ने साक्ष्य एकत्रित कर संबंधित अधिकारी से परिणाम सुधारने के लिए आवेदन किया। जिला परिषद ने विशेषज्ञ समिति गठित की। समिति ने प्रार्थी के उन सवालों के उत्तर को सही माना। इसके बावजूद नियुक्ति नहीं दी गई।
intzar itna lamba hoga socha na tha, kahi dard hi dawa na ban jaye………………………………………………………………………………
sarkar par dabav banao 55ka mamla open kyun nahi kar rahi jaisa bhi phesla h court usko daba k kyun betha h
dosto agr kal 31 may ko rtet ka decision nahi ayega to next third grade bhi nahi ayegi kyonki pure june mah me court ki chhutiyan hai aur uske bad july aur august do mah baki rah jate hai jisme vacancy puri hona impossible hai
court ne do mahine me waiting wallo ko join karane ko kaha h sabhi ceos par dabaw banao tabhi kuch ho sakta h toda to sagrash karana padega niras ho ke mat betho
nagaur me first level me second no.waiting hu me 9352722071
AJ KE BIKANER KE RAJASTHAN PATRIKA ME NEWS H KI WATING WALO KO NEXT 2 MONTH ME JOINING DI JAYE
vacant seat ka 1.5% wiating list k bad kya position h ya phir lolipop dekar chup kar diya… ghosnao k bad ka ye sannata kesa… 55% wale mudde pe nirnaya nahi le pa rahe h … ye log … unhe probation period pura karne k bad hi inhe kuch samjh padega … khamosh?????????????????
koe letest new aayi h kya dosto
Ab to may bhi aa gayi, court koe nirnay kyu nhi de rha? kisi k pas koe letest news ho to btao yaro
Sanskrit Wating List Nagur Me Kitani Seats H ? Kab Niklegi? Please jankari ho to Batao .
rtet ka faisla 10 may tak ayega
2nd Leval Nagaur (Sanskrit) Wating List Ke Bare me Koi Jankari Ho To Please Bataye. Kya Wating List Bhi Niklegi Ya Nahi ?
rtet mai 55% ka mater itna lamba kyu hua hai jab fasla tyar hai to sunaye or agar 55% se nech hai to joining de or 55% se upar hai to naye list tyar kar joining de ye sarkar or cort dono ak jesa hi kar rahe hai cort ka adesh ane ke bad sarkar bi kuch nahi karti or cort bi sakti nahi diktha
kya sarkar ko barojgaro k bacho ka khyal nahi hai sirf apne ghar ki parva hai jab cort nai adesh de dya hai to wating jari kyo nahi karte. 55% se upar wale hi 1 2 or 3 wating mai hai to inko kyo rok rakha hai ….
are bhai wating jari karo
Rtet ka kya hua 55% matter ka plz send semkuwal@gmail.com
Dosto iind grade maths ka decision high court ne de diya he ab wo iiird grade me 55%” matter ka dicision kab degi plzzzz koi sahi sahi bataye kyuki dono ki sunwai ek sath huyi thi
Sab kahan chele gaye, chhup rahne se kuch nahi hoga, mil kar bolne se hi kuch milega, warna kuch bhi nahi milega. Court bhi waiting list walo kr favour main faisla de rahi hai, har jile se waiting wale court se order laye, sarkar ko jhak markar waiting walo ko joining deni padegi.
Helo dosto kaha chale gaye sab ke sab. . .3rd grade ki Waiting list aane wali he. . . Bhut jald. High court ne to order de diya he sabhi Jila Parishad ko ki waiting jari ki jaaye. . As soon as. . . . So sabhi contact me raho.. Lets party. . . .
THE DECISION WHICH WAS GIVEN FOR WAITING LIST DECELERATION
S.B. Civil Writ Petition No.14263/2012
Brijesh Kumar Sharma & Anr.
Versus
State of Rajasthan & Ors.
DATE OF ORDER : 13/02/2013
HON’BLE MR. JUSTICE M.N. BHANDARI
PLEASE LOOK THIS WRIT NO AT THE SITE OF RAJASTHAN HIGHCOUT, JAIPUR
janeral categary ki mahila ke liye court ne jo dision diya h uske anusar merit fir banegi.
Kya hua dosto rtet ka fasla nhi aaya kya
Sir,
Bikaner 3rd grade teacher ka waiting list kab aayega…
plz, send me the names of 3rd grade waiting condidates in L-1 From alwar zila
Sir sirohi ki 1 level me generl. Me kitne rank walo ka select kya h or. kitne students ne joining ni kya. St.\sc \obc general me
Kya hua dosto 15 ko koi fasla hu kya 55/ k metr ka koi kuch to batao nagaur k bare me
gahlot ne 13-04-2013 ko ladnu jansabha me kaha ke jo bharti court me uljhi hue h unka ek mah me cometi banakar nistaran kar diya jayega
rtet ka decision 24 se 30 april ke beech kabhi bhi aa sakta hai kyonki cj 24 april ko jaipur aa rhe hai
third waiting list jald hi jari hogi
weting kab jari hogi
Helo dosto kaha chale gaye sab ke sab. . .3rd grade ki Waiting list aane wali he. . . Bhut jald. High court ne to order de diya he sabhi Jila Parishad ko ki waiting jari ki jaaye. . As soon as. . . . So sabhi contact me raho.. Lets party. . . .
waiting list kab tak niklegi. kisi k pass koi news h to share kae.
rtet me 55% wala matter kab solve hoga….??????
rply…
above 55 wale apne documents taiyar rakhe
dosto decision above 55 ke pax me ane ke 101 percent chance hai
plzzz koi bataye 3rd geade ka final decision kisle favour me aayega
Dear all, rtet ka faisla aane wala h, sarkar beech ka rsta nikalegi, loss kisi ka b nhi hoga.9785423258
ye faisla jane kab ayega
dosto 9 april ko faisla aa jayega
aaz dcsn aa sakta hai
rtet dcsn monday ko aa sakta.
9 april ko nahi mere dost 10 ya 15 april ko faisla ayega
dosto 55 wale matter ka end 15 march ko ho jayega its conferm
rtet ke decision ke baare main baatye ki decision 55% above hoga ya 55%below plz clearly bataaye
Friends nagaur 1s lvel ki obc.M. cutoff kya thi koi to batao my n.142.07 h
My email id. Dharma22333@gmail.Com
pls 2 april ko vidhan sabha par dharne ke liye pahunche. thanks
dear friends ; 55%ka faislae me hoga, (A) 50% ( B)55% plz rpley
55 percent matter ka decision 15 april tak clear ho jayega aur decision beech ka ayega jisme above aur below dono ko santust kiya jayega
jald hi 55 above walon ki lotry lagne wali hai so sabhi apne apne documents taiyar rakhe
aj kota ke akhbar me waiting ke bare me kuch khabar ayi hai
Kota News:-
वो आए नहीं, इन्हें
बुलाया नहीं
Saturday, 06 Apr 2013
2:40:31 hrs IST
कोटा।
शिक्षकों की भर्ती हो गई।
नियुक्तियां दे दी गई,
लेकिन उपस्थिति नहीं देने
वाले अभ्यर्थियों की जगह
प्रतीक्षा सूची वालों का नंबर
कब आएगा? इस पर
स्थिति स्पष्ट
नहीं हो पा रही है। जिले
में 16 तृतीय
श्रेणी शिक्षक ऎसे हैं,
जिन्होंने कार्यभार
ग्रहण नहीं किया।
प्रतीक्षा सूची में शामिल
अभ्यर्थी चार महीनों से
आदेश के इंतजार में हैं और
सरकार अभी तक
किसी निर्णय पर
नहीं पहुंच पाई है। छह
माह पूर्व हुई भर्तियों में
जिले में द्वितीय लेवल के
571 और प्रथम लेवल के 84
अभ्यर्थियों को नियुक्ति दी गई।
इसमें गणित के 12 और
अंग्रेजी के 4 शिक्षकों ने
उपस्थिति नहीं दी।
असमंजस में ये
प्रतीक्षा सूची में पहले
नम्बर पर शामिल मंजू
श्ृंगी व अन्य
अभ्यर्थी दुर्गाशंकर
नागर का कहना है
कि शिक्षकों के पद
खाली भी पड़े हैं, सरकार
नियुक्तियां दे देती है
तो अच्छा रहेगा।
स्थिति स्पष्ट हुए
बिना अभी तक यह
निर्णय नहीं कर पा रहे
कि आगे क्या करना है?
नौकरी की आस में
प्रतीख्ज्ञा सूची में
शामिल अघिकांश ने
प्रतियोगी परीक्षाओं
की कोचिंग और पढ़ाई
ही बंद कर दी है।
स्थिति स्पष्ट होने के
बाद निर्णय
अभी आरटेट में 55
प्रतिशत
वाला मामला न्यायालय
में विचाराधीन है। इस
मामले में निर्णय होने के
बाद, पदों की संख्या में
परिवर्तन आ सकता है। इस
निर्णय के बाद ही रिक्त
पदों की स्थिति स्पष्ट
होगी और
तभी प्रतीक्षा सूची में
शामिल
अभ्यर्थियों को नियुक्ति दी जा सकेगी।
पी सी पवन, सीईओ,
जिला परिषद
जिला परिषद
करेगी निर्णय
16 शिक्षकों ने
उपस्थिति नहीं दी है, इन
पदों पर किन्हें
नियुक्ति देनी है, यह
पंचायती राज विभाग से
ही स्पष्ट हो सकेगा। इन
पदों की नियुक्ति जिला परिषद
के माध्यम से हुई है, वहीं से
आगे का निर्णय होगा।
– रश्मि शर्मा,
जिला शिक्षा अघिकारी प्रारंभिक
प्रमोद मेवाड़ा
शिक्षक भर्ती-प्रतीक्षा सूची जारी करने के आदेश (Danik Bhaskar)
Apr 16, 2013, 19:38PM IST
-प्रदेश भर में नई भर्ती के बावजूद कई जिलों में पद खाली पड़े हैं, हाईकोर्ट ने नियमानुसार प्रतीक्षा सूची जारी करने व एक वर्ष तक अस्तित्व में रखने के निर्देश दिए
जोधपुर। राजस्थान हाईकोर्ट ने जोधपुर सहित विभिन्न जिला परिषदों को निर्देश जारी करते हुए तृतीय श्रेणी शिक्षक भर्ती परीक्षा 2012 के स्तर प्रथम व द्वितीय के लिए प्रतीक्षा सूची जारी करने के आदेश दिए हैं। यह आदेश न्यायाधीश पीके लोहरा ने प्रार्थीगण पिंकी परिहार व मनीषा तंवर व अन्य की ओर से दायर याचिकाओं का निस्तारण करते हुए दिए।
याचिका कत्र्ताओं की ओर से अधिवक्ता कैलाश जांगीड़ ने कहा कि वर्ष 2012 में शिक्षक भर्ती परीक्षा के संपन्न होने पर कई चयनित अभ्यर्थियों ने अन्यत्र चयन होने पर नियुक्ति ग्रहण नहीं की। जिसके कारण से कई पद रिक्त पड़े हैं। साथ ही 55 प्रतिशत अंकों वाले मामलों में भी पद रिक्त हैं। याचिकाकर्ताओं के आरटेट परीक्षा में 55 प्रतिशत से अधिक अंक प्राप्त है तथा वरीयता में प्रतीक्षा सूची में उनका स्थान ऊपर होने पर चयन के पात्र हो सकते हैं। उन्होंने कहा कि पंचायती राज के नियम 274 में पदों के डेढ़ गुणा तक सफल अभ्यर्थियों की प्रतीक्षा सूची बनाने व उसका अस्तित्व एक वर्ष तक रखने का प्रावधान किया गया है।
आचार संहिता से पहले
होंगी भर्तियां : नसीम अख्तर
नागौर। राज्य सरकार
आगामी विधानसभा चुनाव
की आचार संहिता लगने से पूर्व
शिक्षा विभाग में विभिन्न
पदों पर भर्तियां कर देगी।
प्रबोधक, शिक्षा सहयोगी,
तृतीय श्रेणी शिक्षक, द्वितीय
श्रेणी शिक्षकों की हजारों की
संख्या में भर्तियां होने
वाली हैं। यह बात शनिवार
को शिक्षा राज्य मंत्री नसीम
अख्तर ने पत्रकारों से कही।
नागौर में सूफी हमीदुद्दीन
की दरगाह में जियारत के बाद
उन्होंने कहा कि लम्बे अर्से से
नहीं हुई
पुस्तकालयाध्यक्षों की भर्तीको
लेकर भी वे मुख्यमंत्री से बात
करेंगी।
जब सरकार ने
पुस्तकालयों की घोषणा की तो
निश्चित रूप से इनमें
पुस्ताकालयाध्यक्ष भी लगाए
जाएंगे। उन्होंने नागौर में
सूफी हमीदुद्दीन की दरगाह में
पुस्तकालय खोलने के बारे में
दरगाह
कमेटी को इसका प्रस्ताव
बनाकर भिजवाने को कहा। वे
भी चाहेंगी कि आस्ताने में
सूफी साहित्य को प्रोत्साहन
मिले।
उन्होंने कहा कि आचार
संहिता से पहले
भर्ती की घोषणाओं
का इंप्लीमेंट हो जाएगा।
विद्यार्थी मित्रों को स्थाई
करने के सवाल पर
कहा कि सरकारी स्तर पर यह
प्रक्रिया चल रही है। जल्द
ही आपको इसके परिणाम देखने
को मिलेंगे। तृतीय
श्रेणी शिक्षकों की भर्ती को
लेकर उन्होंने कहा कि हम
तो टेट के परिणाम काइंतजार
कर रहे हैं।
हाईकोर्ट के आदेशों की अवहेलना का आरोप
नागौर। तृतीय श्रेणी शिक्षक
भर्ती परीक्षा (प्रथम स्तर) के मामले में
अभ्यर्थी नारायणराम बेनीवाल की याचिका पर
हाईकोर्ट ने जिला परिषद नागौर को गत 12
फरवरी को विशेषज्ञ कमेटी गठित कर जांच के
आदेश दिए थे। अभ्यर्थी बेनीवाल ने
जिला परिषद अधिकारियों पर हाईकोर्ट के
आदेशों की अवहेलना का आरोप लगाया है।
बेनीवाल के अनुसार उसकी ओर से दायर
याचिका में गत 12 फरवरी को राजस्थान उच्च
न्यायालय ने अभ्यर्थी के पक्ष में
फैसला सुनाकर जिला परिषद नागौर को 30
दिन में कमेटी गठित कर निस्तारण के आदेश
दिए थे, लेकिन विभागीय अधिकारियों ने डेढ़
महीना बीत जाने के बावजूद कमेटी का गठन
नहीं किया है। इधर, जिला परिषद
अधिकारियों का कहना है कि हाईकोर्टके
आदेशानुसार कमेटी गठित कर ली गई है।
क्या था मामला
तृतीय श्रेणी शिक्षक भर्ती परीक्षा (प्रथम
स्तर) के परिणाम में प्रश्नों के
सही उत्तरों को गलत मानने के मामले में
राजस्थान उच्च न्यायालय ने अभ्यर्थी के हित
में फैसला सुनाया था। न्यायालय ने
जिला परिषद नागौर को 30 दिन के भीतर
विशेषज्ञ कमेटी बैठाकर सही जवाब संबंधी जांच
कर अभ्यर्थी को राहत देने के आदेश दिए थे।
मामले के अनुसार नारायमराम बेनीवाल उच्च
न्यायालय में याचिका दायर कर जिला परिषद
नागौर पर परीक्षा परिणाम गलत तैयार करने
का आरोप लगाया था। उसने
बताया कि परीक्षा के दौरान जिन प्रश्नों के
जवाब उसने सही दिए थे उन्हें परिषद ने गलत
माना है इससे वह नियुक्ति में पिछड़ गया है।
अगर मामले की जांच की जाए तो उसे
नौकरी मिल सकती है।
जांच चल रही है
हाईकोर्ट के आदेशानुसार कमेटी गठित कर
दी गई है। पहले के मामलों की जांच पूरी हो गई
है, जबकि बाद में आए मामलों की जांच चल
रही है। नारायणराम बेनीवाल के मामले की जांच
अभी चल रही है।
– पोकरमल डीएस प्रशिक्षण, जिला परिषद,
नागौर
पचास हजार
पदों पर नई
भर्ती
बीकानेर।
शिक्षा विभाग
में करीब 50
हजार पदों पर
भर्ती की जाएगी, जिनमें 4 हजार 700
व्याख्याताओं,10 हजार द्वितीय श्रेणी और
20 हजार तृतीय श्रेणी अध्यापकों और पांच
हजार तृतीय श्रेणी शारीरिक
शिक्षकों तथा कनिष्ठ लिपिक व सहायक
कर्मचारियों के 14 हजार पद शामिल है।
यह जानकारी राज्य के शिक्षा मंत्री बृजकिशोर
शर्मा ने माध्यमिक शिक्षा निदेशालय में नए
प्रशासनिक भवन के शिलान्यास समारोह में दी।
उन्होंने कहा कि राज्य लोक सेवा आयोग
को इसके लिए विभाग की ओर से
अभ्यर्थना भेजी जा चुकी हैं। इस मौके पर
कार्यक्रम के अध्यक्ष राज्य वित्त आयोग के
अध्यक्ष डॉ. बी.डी. कल्ला ने सार्दूल स्पाट्र्स
स्कूल में विकास एवं मरम्मत कार्य करवाने के
लिए तीन करोड़ रूपए की राशि स्वीकृत करने पर
शिक्षा मंत्री का आभार व्यक्त किया। उन्होंने
सुझाव दिया कि सरकारी स्कूलों में
प्री नर्सरी कक्षाएं शुरू की जाएं जिससे
नौनिहालों की शुरू में ही नींव मजबूत हो सके।
माध्यमिक शिक्षा निदेशक डॉ. वीना प्रधान ने
बताया कि विभाग ने 1370 डीपीसी करवाकर
35147 कार्मिकों को पदोन्नति का लाभ
दिया है। इस पर डॉ. कल्ला ने उत्कृष्ट कार्य
करने वाले कार्मिकों को सम्मान व पारितोषिक
देने की बात भी कही। कार्यक्रम में प्रारम्भिक
शिक्षा निदेशक डॉ. रवि कुमार सुरपुर ने
भी विचार व्यक्त किए।
शिक्षा विभागीय मंत्रालयिक कर्मचारी संघ के
प्रदेशाध्यक्ष राजेश व्यास ने बीकानेर,
हनुमानगढ़ व श्रीगंगानगर को मिलाकर तीन
जिलों का उपनिदेशक कार्यालय बीकानेर में
खोलने की मांग रखी। कर्मचारी नेता सुरेश
व्यास ने नए प्रशासनिक भवन के लिए स्वीकृत
छह करोड़ रूपए के बजट और इसके निर्माण
की अवधि के बारे में जानकारी दी। कार्टूनिस्ट
अनूप गोस्वामी ने
शिक्षा मंत्री को उनका कैरीकेचर भेंट किया।
अंत में माध्यमिक शिक्षा विभाग के अतिरिक्त
निदेशक प्रेमसुख बिश्Aोई ने
आगन्तुकों का आभार व्यक्त किया। कार्यक्रम
संयोजन अविनाश व्यास ने किया। कार्यक्रम में
देहात कांग्रेस अध्यक्ष लक्ष्मण कड़वासरा,
प्रदेश कांग्रेस सचिव मो. सलीम भाटी, शहर
कांग्रेस अध्यक्ष यशपाल गहलोत, भंवरसिंह
भाटी, महिला कांग्रेस की प्रदेश सचिव
सुनीता गौड़, श्रीलाल व्यास, नितिन वत्सस
आदि ने शिरकत की।
बड़ी संख्या में नए स्कूल और क्रमोन्नत किए
शिक्षा मंत्री ने शिक्षा में हुए
नवाचारों की जानकारी देते हुए कहा कि राज्य में
2113 उच्च प्राथमिक विद्यालय खोले गए हैं
और 240 माध्यमिक विद्यालयों को क्रमोन्नत
किया गया है। 600 प्राथमिक
विद्यालयों को उच्च प्राथमिक स्तर पर
क्रमोन्नत किया गया है। जल्द ही एक हजार
प्राथमिक विद्यालय खोले जाएंगे। 414 उच्च
माध्यमिक विद्यालयों में विज्ञान संकाय
तथा 289 उच्च माध्यमिक विद्यालयों में
वाणिज्य संकाय खोले गए हैं। इसके
अलावा 232 उच्च माध्यमिक विद्यलयों में
अतिरिक्त विषय खोले गए हैं।
3.50 लाख विद्यार्थियों को टेबलेट पीसी
राजीव गांधी डिजिटल
विद्यार्थी योजना का विस्तार राजीव
गांधी डिजिटल विद्यार्थी योजना का विस्तार
किया जाएगा। इसके तहत दसवीं व
बारहवीं की दस हजारवीं मेरिट
तथा आठवीं कक्षा में स्कूल टॉप करने वाले
मेधावी विद्यार्थियों को निशुल्क लेपटॉप दिए
जाएंगे। इसके अलावा साढ़े तीन लाख
विद्यार्थियों को आकाश टेबलेट पीसी दिए
जाएंगे। ये टेबलेट
पीसी सरकारी स्कूलों की आठवीं कक्षा में
दो लेकर 11 वीं रैंक प्राप्त करने वाले
मेधावी विद्यार्थियों को दिए जाएंग
22 aur 27 ko kya raha .. Baat aage badi kya.. 9509610894
rtet 55 case ki sunwai puri ho chuki hai bus decision aana baki. sayad next week decision aye.
जयपुर। हाईकोर्ट ने राजस्थान शिक्षक
पात्रता परीक्षा (आरटेट) मामले में राज्य
सरकार व अन्य की अपीलों पर सुनवाई
पूरी कर फैसला सुरक्षित रख लिया है। मुख्य
न्यायाधीश अमिताव रॉय व न्यायाधीश
निशा गुप्ता ने शुक्रवार को करीब तीन घंटे तक
सुनवाई की।
एकलपीठ ने आरटेट में 55 प्रतिशत से कम
अंक पाने वालों को तृतीय श्रेणी शिक्षक पद
पर नियुक्ति देने पर रोक लगा दी थी।
एकलपीठ का मानना था कि सरकार एनसीटीई
के निर्देशों के विपरीत आरक्षित
श्रेणी को न्यूनतम उत्तीर्णाक में कोई छूट
नहीं दे सकती थी। जबकि सरकार सहित अन्य
28 अपीलार्थियों का कहना है कि सरकार
को छूट देने की शक्तियां प्राप्त हैं।
Hi friends H.C. me kya chal rha h 3rd garead ka
Dosto wating list or rtet kay hoga
Sarkar n wating walo ko kyu rok rakha hai? Barojgaro k sath kyu dhoka kar rahi hai sarkar
Sir muje 2006 ki thard gred teachar barti ka prijivaji se bed walo ki list ke bare me jankari chata hu
thanks
Sir
Muje 2006 thardgared teacher barti ki sc ki cutof marks ki list.or Jo jivaji visv vidhaly se bed abi barti baki uski jankari chahiye .
Sir Jo court ne fesla diya h or is ki Jo baki site .h unki list k
b tak bane gi si ki jankari muje Di jaye.
Mera gmail h
jagdishsalvi9@gmail.com
ne gi
Kya hua dosto aaj kal koi kuch nhi bata rha h 3rd garead k bare m
Kya hua dosto 1st levle nagaur ki koi infom.H kya
Mittal ji agar hamne paise de diye to kya Court hamare liye waiting jari karega. . Kya security he ? Kitna paisa dena. . .
Nagaur 1st level 142.07 n. Ke wating me aaskta h kya koi info. Ho to 9887591272 n. par de thanks
if any have petition no. in highcort jaipur abt waiting list I level
plz call on 9928414604
Have anyone something new news about giving joining to waiting list candidate of II level, if anyone have any news about it, plz mail me at— teacherbheem@yahoo.com
I have heard that jaipur high court gave a decision on dated 13.02.13 to zila parishad Bundi to issue waiting list in II level (Judge– M.N.Bhandari, Lawyer– Laxmikant sharma, petitioner– Brijesh kumar sharma, Ashok kumar jain) if anyone have detail of this verdict or more news than this, plz reply me.
kisi bhai ko pata hai ki barmer scimath me kitni seat khali contact me 9983721677
MAtter end.
Nokari muft me nahi milti hai
Jai Shri Krishna to waiting 3rd grade 55%above cand.pray to God for posting.vijayji hamantji premsinghji call me for more news
blog se sabhi log kaha gaye……………….? chup chap baithne se kuch nahi hoga dosto…………..
3rd grade waiting 55% ke fesle ke bad nai merit banegi
22 aur 27 ko kya raha .. Baat aage badi kya..
Bhai mittal 1st level nagaur k wating no. Ka koi pata nhi chal rha h to kya kar
waiting list niklegi ya nahi please kisi confurm news hai to share karo friends. rtet 55% ka matter kab suljega yaar. please batao ……………..
please sabhi waiting walo ek union banao aur dharna pardhan karo nahi to kuch nahi ho sakta hai yaro.
Dausa 9829887361
my email id brahma.nand.180@facebook.com my cont.num. 9887816943 plz reply me
jodhpur science math me kitni seat khali h reply if anybody know
Rojana newspaper dekhne se waiting clear nhi hogi
Sath me aao aur court ka rasta dekhte h
Ab agli sunwai kab hogi 55% ke matter.
Today i meet Tanweer Ahmad in HC Jaipur
usne waiting clear karwane ke liye 5500 Rs. mage h
sath me aur bando ke nam aa jane se kharcha b kam ho jayega
contact me at 9928414604
dosto
chup baithne se kuch nhi hoga
Level 1 me waiting clear karwane ke liye high court jaipur me 1 rit lagwani hi padegi
agar phle se hi koi aisi rit lagi hue h to apna nam add karwa lete h to petition no. batao
kya aap taiyar h
contact me on 9928414604
ye faisla ka……….b ayega
rtet ki hearing date kya hai btao plz.
rtet ki next hearning kb hai. iska faisla kb tk ho skta hai. 55 wale matter ka kya hoga. plz koi jankari ho to btao me dusre state se hu mujhe pta nhi hai.
Dear frindz sarkar sabi ko bachane k pax me h, jo log lage huye h wo bhi rhenge v utne hi waitig wale lagenge, 15 march tak sabhi ko posting milegi, tet 55% ka faisla is week me hoga, jo border line pe h unki posting pakki. 9785423258
B.S. Bhati sir plz post your mob. No. Here. I will make you call whnver got any news regarding this matter. Ok. . . .
Jab tak ye 55% ka case final nahi hoga tab tak kuch nahi ho sakta. . . . . RTET ka result bhi 4 Month se nahi aaya he. . . Sab iss 55% case par depend karega. . . God se Duaa karo ab to bus. . .
exclusive khabar rtet 55% aur hc me rit walo ko govt 31march tak appointment dene ka faisla kar chuki hai be happy lekin general ke liye 60%hona jarore chalo der aaye durust aaye
Koi news about 55% matter. . .
Abhi tak to koi bhi waiting list jaari nhi ki he. . Agar jaari hogi to sabhi dist. Me hogi ek sath…
Nagaur 1st lvel obc.Finel cutof kya thi bhai log
waiting walo kya hoga dosto ? koi news ho to batana .
I have heard that High court has ordered JILA PARISHAD, JODHPUR regarding to give joining to waiting list candidates, IS IT TRUE??????? & if it is true then tell me that these orders are only for JILA PARISHAD jodhpur or for all JILA PARISHADS in state.
Dosto 3rd g.1st levle nagaur se 142.07n. Or rtet me 54.67 to mera kya ho skta h
H.C.Me 14-15 ko jo sunwai hui us ka kya fesla aay koi to kuch batao
Dear, bhai logo hum logo ne siksha shankul ke bahar dharna diya tha aur aasvasan ke bad uthe the, is liye aap ko chinta kar ne ki jarurat nahi h kal decision ajaa ye ga, kal vakil se bat hui thi to bataya ki mahila utpidan ka mamle par sunivai nahi hone se number nahi aya h,aur 50% valo ko posting di ja ye ge H.C.G amitav roi ne delhi se vakil bulaye h is case ka niptara jald kar ne ke nirdesh diye h. Bhas abhi jaari h.tension mat lo posting mil ke rahe ge ye vada h aapse.
55% ka decesion ya rtet pr koi update h kya
bhai ji hata denge kya 55 se kam walo ko
first level ki waiting list jari hone ki koi sambhawna h kya? kahi se koi news suni ho to sare karna friends!
Aaj 15 feb he to kya ZP ne list zari ki kya….
HC orderd to all zp to declare waiting list of 1.5 time of vacant seats. On 14 feb wil be decison aganst 55% tet matter, be sure your position.
Aaj nahi 15 feb ko bhi 55%par faisla hoga
Paper me to kuch nahi aata hai . kyo jhoonth bolte ho
mere 136.53 no. H level 1st me….jodhpur se…aura meri 1st waiting h…meri waiting clear hogi.Ya nhi…ya waiting list kab tk bataoge…..
Kal 55% ka decesion aa sakta he. . .
Court me Zila parishd jodhpur ko 3rd grad 2nd level ki waiting jaari karne ka notice diya he..
bhai 11feb ko kuch honewala he
latest news ho to share karo yaaro…………
Kal hogi sunwai
Veting list ke aadesh jari hogya hai.
Vijay ji, is it a true news, as there was no news about it in newspapers, I am also in waiting list in II level (English) at Jaisalmer. One seat is vacant due to not joining of a student, although he has 55% marks in his RTET (He has been got selected in other service), I also have 55% marks in my RTET & first in waiting list, but there only one reply form zila parishad that we have no any instructions or orders form Stat Government to give posting to waiting list candidate. PLEASE tell about it.
Vijay ji, is it a true news, as there was no news about it in newspapers. As I am also in waiting list in second level (English) at Jaisalmer. One seat is vacant due to not joining of a candidate, as he has 55% in his RTET, (He might got selected in any other service), I also have more than 55% marks in my RTET & FIRST in waiting list . There is only one reply from ZILA PARISGAD, JAISALMER that there are no further instructions or orders from STATE GOVT. to give joining to the candidate of waiting list. plz give me details of HC’s orders to zila parishad jodhpur.
Dosto good news he. High court ne Zila parishad CEO Jodhpur ko Notice diya he ki waiting list jaari kare jald se jald.. Ab lagta he mamla aage badhe.. Plz Rply frnds agar apke paas koi news ho to. . .
Dosto 6feb. Koi 55/ ka fasla aane wala h kya
55%tet cut off list 3rd gread ka result a gya kya………….plz reply me
55% ka decision kabhi nahi hoga kyanki sarkar chahti he nahi ke unka bhrstachar ujagar ho time kharab mat karo koi naukri kar lo
dear sir court ka faisla kab tak aayega pls reply
8 jan ko faisla hoga.
9509610894 yar sorry mere father ka accident ho gaya tha.. Vese 21 jan. ko kya fesla hua or 22 ko kya raha..kuch pata laga kya…
Koi to batao akhir court ka faisla kab ane wala h, akhir tension to ktam ho ya phir aage appeal kre dosto ! 9785423258
bhai hum aapke sath he 9414069490
dosto ab sarkar rtet ke mamle solve krne ke mood me nahi ab hum sab ko high kort jana chahiye ya aandolan asa kro ko sarkar hil jaye dosto ek aadmi se kuch nahi hoga hum sab ldenge aur apna hak lekar rhenge to sub teyar ho jao akhri ldai ke liye
jai hind…..
arjun kumar sirohi
Sabhi dosto sarkar 15000 log jo 55%se kam wale hai un ko bchane ke liye high court me apil karne ki tayari me hai .(magar ab kort chalo nahi koi nokari nahi lagne wali hai abdekh lo nokari ya laprwai…………..kourt me jane ka kharcha?
28 jan. Ko kuch hone wala hai.
kya hua sarkar hai ya hum hare
kal bhi faisla ayega ya nahi
Sabko kasam hai sach bolo kab faisla aayega guhath mat bolo .
bhai 55%wala matter kab suljhega maine alwar se exam di thi me abhi atak raha hu par 55% hone par aaram se selection ho jayega koi news ho to batana mere no 9414069490 he
pls send third grade techar sst wetig list for alwar jila parishad send on email id: mksh_sain@rediffmail.com
55% se kam valo ko lenge or rtet ke 20% bhi judenge jo bhi first me niyam bnaye the vohi honge
gd morning all frnds
55% mamle ka keya huaa
Ab sarkar ko 55% wale matter par chintan karna hoga.ab wakt aagaya hai nahi to das log mil kar suprim kourt chalo mai tumahare sath hu.
Kal 21 jan.hai sach me kuch faisla hoga
all frnda rtet ki sunvai ki date sayad change ho gyi hai 21 jan. ki khabar hai
Hemant ji apke contact no. Post karna plz.
Ab news mili he ki 21 jan. Ko sunvayi he court me. Aur shayad Dosa dist me 55% se kam ko notice dekar wapas bula liya he. . Dekhna dosto jeet hamari hogi… Yaha nahi to Suprim court me. . Apna haq le ke rahege…
kabhi nahi,sayad rajasthan ke RAS, IAS kabhi na tutne wali neend mei so rahe h tabhi to TET k aayojan se pahle NCET k niyam dhyan se nahi dekhe jisme pichhde varg k liye adhik se adhik 5% ki chhoot ka pravdhan h or na hi TET k aayojan k samay merit mei TET k 20% ank jodne ki baat vigyapati mei samil ki. Unhone sirf aankhe moond kar netao ke aadesho ka palan kiya bina sambandhit kanoono ka adhyan kiye. Ab jabki kanooni dikkte aa rahi h ,wo log apni baat sabit karne k liye tarah-tarah k hatkande apna rahe h. wo log ab bhi kanooni aadesho ka samman karne ki bajaye apni jidd par ade huye h. BHAGWAN UNKO SADBUDHI DE.
frnds 55%meter ki sunvai 17jan. ko hai so wait
hello.koi to batao ye 55%wala fesla kab ayega
55% se kam (tet me) sabhi nikale jayenge v tet ke 20% ank bhi nhi jode jayenge, faisla 21 jan ko ane wala h dosto 9785423258
Usha ji sarkar DO PATAN K BICH fasi hui h, court ka faisla NCTE ke rule n regulation k anusar hi 100% ayega. Is me sarkar kuch nahi kar sakti. Der h lekin andher nhi Dosto ! 9785423258
Mejhe bhi bata dena kab last faisla aayega,
9829887361
7 jan 13 ko koi judgment aaya kya vijay..apne jasoos kya kah rahe h.. Aur suna h tet ki 20% jod kar jo merit thi wo sirf exam mark se banegi, to kya nayi merit list banegi..?
hello.sab so gaye.so gayi court..so gayi sarkaar..so gaye ladke…
55% ka matter ab shayad hi clear ho. . . Faltu time pass kiya ja rha he. . Date aage hi badayi ja rahi he. .
Koi matlab ni he… Kahi private job hi kar lo. .
1
अब
अ
third grade scimath barmer me kitni seats khali hai
Which Third Grade Teacher 2012 Selected Candidates Did Not Assume The Workload in disttric Sikar, Please tell me. Waiting list ke joining ke bare me batyo.
Third Grade Teacher Selected 41 Candidates Did Not Assume The Workload
rtet 2011 ka revised result kab tak aa raha hai koi news hai kya
Gopal sg ji aap kya kar rahe ho? Kya baat karni he bolo? ?
zila parishado ne bna to li kya
Apan sabhi kyo phaltu bahas kar rahe he.. Kyo jagad rahe he. . Koi matlab ni he dosto.
Jo bhi hoga Court me hoga Jan.2013 me . . Aur court ka decision last hoga. . . Sarv manya hoga. . .
Yr mobile number contact no.?.
Plz aap sab apne contact number mention kare.. Taki contact kiya ja sake..
Plz
mobile no…………..?
Sir ajmer se s.s. Ki waiting list 2nd level ki send karo
3rd grade Pls call me urjently
55% ke matter ka kuch hoga ya .nahi.
kya koi news hai ki jhalawar me 3rd grade 2nd level me english me kitno ne join nahi kiya and unki rank konsi hai. if anyone has any news , please send.
jyada khus mat ho final des. aana abhi baki h
Write yr mobile number
55 se kam walo ko nahi mili to jyada walo ko bhi nahi milne denge
jyada blogs ki jrurt nhi h na to 55 se km ko kuch milega na hi jyada walo ko jinko posting milni thi mil chuki jo rh gye wo agli vacancy dekhe
55 se kam walo ko nahi mili to suprime caurt jayange
Best of luck for { 55% rtet ka matter } 55% se kam walo ke paksh me aaye, bhagwan se duaa kro. Agr posting nhi milti h to suprim coart ke liye teyar ho jayo.
mil ke sab dua karo ki khuda kare is fesle ke bad koi court ka muh na dikhaye.aur waiting walo ko posting mil jaye.
third me level2 ki waiting niklegi kya aur barmer me scimath ki kitni seat khali hai
JAI SHRI KRISHNA udaipur me 56% obc candidate ka selection gen seat se galti hua he to gen ke 60 ke niyam se vo candidate ab Obc me jayega.sikar me 58 ke agar 4 no tet11 me badhne se vo 60 ke gen niyam se obc wala gen me a sakta he.please answer me
JAI SHRI KRISHNA TO ALL,rtet11 me total 4 sst aur 2 maths-science total rtet11 me 6 que ke answer delete or bonus mil sakta he.4dec2012 daini navjyoti ajmer news
Call me urjently 3rd grade waitinglist
ye suchna kaha se mili h
Now all my waiting frnds New year me hame tohfa milega. .
Ab jo bhi hoga 2013 me hi hoga. . .
Bcoz abhi court me winter vacations rahegi..
Jai Shri Krishna to all ,Vijay ji pls call me urjently
Rtet11 revise result me 6 que ke bonus ank nahi honge ab jiska sahi hoga usko bonus milega JAI SHRI KRISHNA
Write yr mobile number
Yr mobile no.
4 jan is the next hearing date of 55% case.and in which court 60% case is running.please tell me.
Mujhe lagta nhi ki ye nokri se nikal paye 55% se kam valo ko ….ab entjar nahi hota hai. Jald faisla ana chaye.
Send yr mobile number
Send yr mobile no.
Yr mobile no.
55% case ka fesla aaj aa sakta he court se. Aaj sunvayi he . , . . . Aur above 55% ke paksh me hi aayega. . .
Kya result raha.. Vijay.. Date aage badi kya..koi positive news h kya…vese mujhe lagta h govt 17000 logo ko nikal nahi payegi..dekho oot kis karwat bethta h..
Are Hemant ji court ne fesla surkshit rakh liya he. . Agali sunvayi Jan. First week me hogi. Aur fesla 55% above ke paksh me rahega. .
3rd grade 2 level chittorgarh me sci./math me kitne Q galat h
Lagta he ab 55% ka fesla lagata he ab Jan.2013 Me hi aayega. . . . . . . Intjaar karo aur 1 mahina. . . .
17000 candidate ko nikalna govt k liye teda kam h , ho sakta ye bonus marking jo bat bich me uthi thi se mamla daba de…kyoki in logo ne rit laga di h…
intjaar kar lenge par pata to chale ki waiting list candidate ka number sarakar aanedegi ya nahi..
High december me is matter ko clear kar karne wali thi … Lo dec bhi aa gaya…
Kab aayega 55%ka last faisla .55%se kam wale sab hatne caheye.
Kal 55% ka faisla aane wala hai
HELLO.. good morning friends 3rd grade 1st level ki waiting list niklegi ya nani kuchh log kah rahe h k jila prishde waiting list nahi nikalegi koi pakki news ho to btana yarro…
a’re koi suchna aai h kya waitinglist ki
2nd level ki koi khabar hai kya?
waiting kab ayegi
below 55 ke dharne ka kya hua koi news ho to bataye
Frnds Ye Answer key aur paper koi bhi dekh sakta he ya wo hi only jisne rit lagayi ho Court me. Plz rply. .
bhailogo rti ke tahat omr,paper and answer key de rahe hai.answers me gadbad lage to rit lagao.
hello latest news.
GOOD NEWS. Aaj ke BHASKAR Me latest news aayi he ki ABHI TOTAL 17000 teacher lage hai jinke TET Me 55% se kam he. . sabhi ko ab wapas nikala jayega HIGH COURT Ka aadesh he. . isiliye dosto waiting walo ka sure salection hoga. . . insaaf jarur milega. . . .
hum sab bol hi rahe he . . koi aage ni aa raha. . . why?
sabko mil kar virodh karna padega
ni to govt nokari bhul jaao. no chance. aaj TET2012 Ki answer key aayi he RAJ. BOARD Ki. SO plz post contact no. of you all.. so we Can make a group.
are bhailogo in cases ke chakkar me hamaari umar nikal jayegi. waiting walo koi hungama karo tabhi hame posting denge.
Hi frnds.
Abhi RAS PRE Ka result aa gaya he. ab bhut jald TET 2012 Ka aayega.
aur phir waiting list jaari hogi..
so be ready. .
intjaar kar lenge par pata to chale ki waiting list candidate ka number sarakar aanedegi ya nahi..
third grade ki waiting kab tk ayegi me barmer scimath me .45 se rah gya hoo mere tet me 89 number hai
vijay ji ful saporte h
FULL SUPPOERT
sabhi 55% se uper wale andolan karo.sarkaar ko heela do.
55% se upr walo aap bhi ek union bnao taki srkar pr dwab bne
hi frnds.
kya news he..
HIGH COURT Double bench ka fesala bhi aa gaya.. RTET Me 55% se kam wale sabhi bahar karo..
aur agar GEN. Ki seat leni he to 60% laao TET Me. otherwise out from list. Sabhi apna samrthan vote de plz. . . . waiting walo ko ek chance jarur milega. plz dosto. . . sapport karo. . . good luck.
That s good …..
waiting list ki koi khabar h kya?
ab aur kya final hoga kk sahab.
NCTE Ke rule bhi to ye hi he. TET Me GEN. 60% and other ko 5% ki chhut di he..
TET 2012 Me bhi ye hi rule rahega… is week aa jayega result..
Now below 55% all out now from teacher… aur agar GEN. ki seat leni he laao TET ME 60% Ni to out ho jaao.
mera no. kab ayega.
ye final faisla nahi h
KHUSH KHABARI. . .
GOOD NEWS. . .
High court jaipur ki double bench ka fesala.. BHASKAR UDAIPUR ME
TET 55% se kam walo ko BAHAR karo.. Ab waiting walo ki baari he..
are aaj koi faisla aya h kya
Hemant ji aaj to hamare yaha 1st Level walo ko posting de di he.. Ab bus apna hi no. He. . . Bahut jald waiting list aa jayegi.. Be ready for party.
Hemnt ji party taiyaar rakhna.
Esa he to apke muh me ghee shaker…
meri kitni waiting h pata chal sakta h kya
Vijay j 19 tarikh aaj nikal gayi… Ab jasus kya bol rahe h apke…
TET 2012 KA RESULT ONE WEEK ME AAYEGA. And Tet 2011 ke 6 que. Wrong the..
Plz tell me third grade level 1 bikaner ki waiting list kb jari hogi?
tet 2011 ke 6 ques. chalenge the unka kya hua?
iind level ki waiting kab ayegi pls ans.
tet-2012 ka result kab ayega
vijay g 19 tarikh ki suchna apko kaha se mili h
Khabari se pata chala.
Sharma ji do’t worry ho jaao. GEN wale kya pagal he kya jo Tet me itni mehnat se tapad ke 60% LAAYE aur sit koi aur le jaaye. Ye to galat hi he. Waise TET 55% ka fesla apke paksh me hi aayega…Dekhna aap.
Aur to aur
19 Nov ke baad jari hogi waiting list.
So do’t worry. . . Be happy.
gen.me aane ke liye 2nd level me bhi 60’/. Ka rule h kya sc/st/obc ka tet me
chittorgar me scince-math ki waitting list aye to batana yaro
vijay ji aapko jayada khush hone ki jarurat nahi hain in zila parishad ke gadho ne vapas 1st levek me bhi 60% se kam walo ko general ki seat di hai jo gen merit me aa rahe hai unko
raj.gov chor h
ab to central me job dekho
hamara no. Kab ayega
Abhi 1st level walo ko posting de di he. Ab 2nd level waiting walo ki list nikalegi bhut jald.. 55% wala matter bhi clear ho gaya he. . . .
Party ke liye taiyaar ho jaao frnds. . . . .
Barmer ki hindi ki waiting list niklegi kya
to muje inform krna
Happy Diwali . . . . Bahut jald waiting walo ka muh mitha hone wala he. Aur Diwali hone wali he. . .
vijay ji aap ki baat sahi he ….. 60% tet me he to hi gen seat milegi otherwise apni category me hi rahega wo….
राज्य सरकार की ओर से प्रथम स्तर तृतीय श्रेणी शिक्षकों को नियुक्ति देने के आदेश जारी किए जाने के बाद शुक्रवार को जिला स्थापना समिति की बैठक जिला परिष्ाद में हुई। जिला प्रमुख विद्याशंकर नंदवाना की अध्यक्षता में हुई इस बैठक में आरटेट में 55 प्रतिशत या इससे अघिक अंक प्राप्त करने वाले 84 अभ्यर्थियों को नियुक्ति दे गई।
High court kya ab to Supreme court me bhi ye hi decesion final rahega.
TET me 60% laao agar Gen. Ki sit leni he to. . . Nahi to out.
Good news for all boys. . .
Very good decesion.
Ye to sahi hua he. Agar Gen. Ki sit leni he to laao TET me 60%. Agar dum he to itne no. Lakar le lo gen. Ki sit.
aaj ke patrika me news hai ke 6o percent se kam wale obc st sc candidate ki first merit hone par bhi general category me niyukti nahi milegi unhe apni category me hi niyukti milegi ye to obc st sc candidate par kutharaghat hai bhaio kal hi court me rit lagao
hi. frnds.
latest news.
Aaj ki PATRIKA Me.
RTET 2011 Ka result wapas recheck hokar declare ho raha he. total 6que. wrong the.
result wil declare as soon as. good luck all u frnds.
now we have chance in waiting.
aaj ki patrika me latest news he udaipur ki..
RTET 2011 ka result wapas recheck ho ke aa raha he. 6 QUE. Ke ans. galat the.
is week me aayega result again. now what happn?
Ye 55% ka matter kab tak clear hoga. . . ?
Abhi tak koi decision ni aa raha he. . . . Aur waiting walo ko lege ya nahi?
please send me waiting list of english in jhalawar on my e-mail (devkumar9024@gmail.com) reply soon please
kab aayga hc ka decision . kab dange watting list aur kab niyukti.
Patrika me diya tha na december tak to time diya h… Vese siksha mitra ko samayojit karne ki list chittod dist. Ne jari ki esi bhi news h….
Hemant ji apko ye news kaha se mili. Hamare yaha to join kar liya 55% se kam walo ne… Kisi ko ni roka. Aur apka mob. Off hi rhta he kya?
Bhaskar me aayi he…net pe bhaskar ka page dekho jodhpur wala…
Kaha kitne logo ne join kiya ya nahi kiya … Ye hume nahi pata… Ye news to paper se he…
Vese mere dosto me bhi kuch ki posting ruki hui he …..
Mera mobile 8 se 2.20 tak school me tower nahi lagta …
-जोधपुर जिले में तृतीय श्रेणी अध्यापक के कुल 16७७ पद पर सीधी भर्ती ।
– इनमें (प्रथम लेवल) शिक्षक के कुल पद 1079 का चयन किया गया हैं। लेकिन एक को भी नियुक्ति नहीं दी गई है।
– इनमें (द्वितीय लेवल)शिक्षक के कुल पद 598 हैं। इनमें से 554 को नियुक्ति दे दी गई है। वहीं 19 शिक्षकों को 55 फीसदी से कम अंक होने के कारण हाईकोर्ट के आदेश पर कार्यमुक्त कर दिया गया है।
जोधपुर के चयनित 1079 तृतीय श्रेणी अध्यापकों के अरमानों पर पानी िफरा……
…Abhi to ye 2006 ki soch rahe he……
Hamare liye ye 2020 tak decision lenge ………
Post he ya nahi …… Bhar gayi…… Time to lagta he na…..
Bada kam he……
Abhi to ye 2006 ki soch rahe he……
Hamare liye ye 2020 tak decision lenge ………
Post he ya nahi …… Bhar gayi…… Time to lagta he na…..
Bada kam he……
chittorgarh me science ki kitni post vacant rhi h(waiting)……aur ye 55 wala kya chal rha h !!!! PLS FRIENDS reply must
Hi frnds. . . Kisi ko bhi ye pata he kya ki koi waiting list aayegi ya nahi aayegi? Aur RTI se pata kiya ho to batana frnds. Ok
Koi matlab nahi he bhai logo. Koi private job kar lo best he. . . Ni to aise hi life nikal jayegi. . . . Sab pura system bakwas he. Saare exam lafde wale. Sab me court stay.
Wapas Tet ka result aayega. New list banegi. Wapas stay lagege. . Kya hoga sab bhagwan bharose. . Aur High court ko pareshan kar diya he.
ab ye tet ke sansodhit result ke naye laphde ka kya hoga ye sale gahlot ke raj me ek bhi bharti bina vivad ke nahi hui aur court bhi bina matlab waqt barbad kar raha hai berojgaro ka
Tet me 4 sawal galat he to govt sab ko bonus marks degi …….. Bus ho gayi govt ki problem solve ………. Ab jo kuch student tet me nikal rahe the wo sab pass ho jayenge ……. Govt k rule bhi nahi tutenge …….
Aur ab bhi vishwas ni ho to call kar ke puch lena bhaskar office udaipur me. . . Confirm news he.
B.s.Sharma ji apke waha ni aata kya bhaskar. Kal ke Bhaskar me Main page par dekho. Udaipur ke adition me thi news… Aur ye to hona tha. . . .
sare weting walo kam se kam pahli dusri weting to conferm clear hogi third grade 2007 me 1000 weting clear hui thi to isme kya sabhi 33 zilo me 66 weting bhi clear nahi hogi kya jaroor hogi bas ceo ke pas weting list kab niklegi iski rti lagao jaldi
kya ceo se rti ke dwara ye pooch sakte hain kya third grade me waiting list nikalne ka pravadhan ha ya nahi jab to aaj hi rti laga dete hain sabhi weting wale salo ko jawab to dena hi padega
comment on latest news of third grade
vijay ji aapke ghar par bhaskar alag se print hokar aata hain kya hamne to nahi padi ye news konse page par aaye hain or kahan ke paper me aaye hain
Bachha rota nahi to maa dudh nahi pilati… Means student kuch karenge to govt jaldi kar sakti he… Nahi to bhagwan bharose…
Aaj ke Bhaskar me latest news-
Govt. 55% ke khilaf wapas dusri court jodhpur me ja rahi he.. Wapas High court me Apil karegi.
Ab kya hoga frnds.
Bhagwan hi malik he.
mujhe nahi lagata sale ye zila parishad wale 3 month me list banaynge ya nahi ye sale koi jawab bhi nahi dete abhi jo court ka dicison aaya hai wo final dicison ha kya ya phir panchayti raj wale is dicison ko dubara court me chunoti denge tell me
level 2 me weting niklegi ya nahi koi news ho to bataye
Court ne omr nahi dikhane pe rajasamand ko data tha… Aage bhi rule to manne hi padenge … Bas rajasthan govt 10% ki chut na de ya 55% ka matter dusri court me na jaye…bas dua karo…
Hemant ji send ur mob. no.
9509610894
Ab kya hoga aage?
Govt court ke decision ko apply karegi ya nahi.
55% se kam walo ko nikalegi ya nahi?
3 months bhut long time diya.
I m 3rd no.in waiting list. Kya hoga ? ? Give any advice. . . .
kha se ho waiting me
hemant ji AAP ko ye bata deta hu ki CEO office wale koi Jawab Nahi de rahe hai wating walo ka aur 55% se kam walo ka ………………..Kya karen ????????
3 month ka time diya hai HC ne Govt ko dubara list banane ke liye ……….55% se kam walo ki searching shuru ho gayee hai………..wating walo ko moka ZAROOR milega ……..I belive this …HC ka faisla NCTE niyam ko Dhiyan me Rakh kar kiya gya hai……GOvt Ruls se aage nahi ja sakti
bhai konsi omr dikhane ki bat kar rahe ho
55% se kam walo ko roko court ka fesla… Omr dikhani padegi… 9509610894
third grade me meri sawai madhopur se obc me scince math me first waiting hain aur obc me hi select hue ek ladke ne third grade join nahi karke second grade join kar li ab kya weting walo ko chance milega tell me 9571970148
meri english ajmer se 3obc waiting hai kya hoga
Purani news aur court k fesle se pahle ki posting wale hisab se ye 100 % posting ho chuki h …. no waiting and no seats …
Court shayad 15 tak 55% wale aur dusre matter pe fesla kare … Tab hi suru hoga posting… Aur waiting list ka silsila…
Hi. I m from udaipur.
3rd grad Maths ki waiting list kab tak aayegi.
Aur koi Join kar ke chhod de to wo sit laps hogi ya waiting walo ko lege.
Rply any one.
Aapne kaha se di h …follow me on facebook hamant yaduvanshi
Pls 3rd grade waiting list call me
3rd grad science Pratapgath dist. Ki waiting list kab tak aayegi. Me waiting me hu. Ya nahi aayegi koi waiting. Plz tell me frnds.
My mail id
vijay.sharma918@gmail.com
third grade fist level ki posting kb tk hogi or uski latest updates plz muje mail kare plz
24 sep tak to panchayat ki site pe ek link diya tha …. Ab hata diya h…9509610894
Follow me on facebook hamant yaduvanshi
3grade first level ki waiting ka tak ayegi
3grade first level waiting list kab tak aayegi
Waiting list ka ….?
….Yar court aur patrika / bhaskar me kitni news pahle bhi aayi…. … 2nd grade me 6% wale ko job [reservation foji] / maximum selection jhujhnu…. … Aadi se hungama hua phir sab chup… ….
Shayad aage bhi ……..
Shayad court ka fesla 15 tak aa sakta h 55% wala… Uske bad waiting list banegi aur dono level ki bharti chalu hogi
Yar court aur patrika / bhaskar me kitni news pahle bhi aayi … 2nd grade me 6% wale ko job [reservation foji] / maximum selection jhujhnu … Aadi se hungama hua phir sab chup…
Shayad aage bhi …
Level first ki waiting list kb aa rhi h plzz tell me.. And jo running stc second yeae me tet clear ki h..unka kya hoga plzzz tell me… Plzzzzzzzzzz
Aaj patrika me 3rd grade me 2nd level ki news h seat 100 % full ho gayi ek bhi absent nahi aur kisi ko roka bhi nahi…
R.Lakhera
3grade rajsamand ki waiting list kab tak ayegi?
waiting list oct-2012 tak aa sakti hai ……………55% se kam walo ko posting nahi di ja rahi ………Highcourt ka faisla ane ke bad hi saaf ho payega … Please reply rajeshwary lakhara
Abhi tak kisi bi distic ki Wating list jari hue ha kaya
Waiting list kab tak aayegi 3rd grade ki
aap ki Rajsamand me General rank kya hai aur OBC me rank kya hai
Please mujhe rajasamand ki science ki obc ki last merit select batao….. Aur waiting kab jari hogi 9667824414
OBC boys merit 195 tak wale ka selection ho choka hai , mera OBC boys me 196 rank hai …………..cont. no. 9799496797
195 obc wale ki genral merit no kya he…
cort se waiting ka order lao.
karoli mai science math ki waitng list kab jari hogi
JINKA SECLETION II GRADE MEIN BHI HAI WO III RD GRADE WALE TEACHER AGAR SEAT CHOD KE JANE PAR WAITING LIST SE BHAREGA KYA
plz sir ajmer se level 2nd me s.st subject ki waiting list kab tak jaari hogi. aur ish subject me S.T. category ki final cut off kya rahi h. plz sir ye dono news meri gmail address pr send kro…. my gmail add. are … nkumarmeena11@gmail.com
Level first ki niyukti kab hogi
Name for list of candidates selected in 3rd grade teacher level 2 jodhpur Pls provide the email address
aap kon si categry se ha 9667917351
Pls name for list of 3rd grade teacher leavel 2nd
plze send me jalore final cut off
Meri bharatpur se english me 36 merit h. General me. Kya lgta h ? Clear hogi ya nhi.
barmer hindi 3rd grade techers waiting list just send me anuj.sharma94@hotmail.com
chittorgarh hindi thard gread level 2 ka ques. paper and answer key jest send genaramparihar@gmail .com